SBI medical insurance क्या है, plan our policy

 SBI medical insurance 

SBI general health insurance ek health insurances कंपनी है, जोकि की किफायती दामों पर premium उपलब्ध कराती है, भारत में बढ़ते हुए मेडिकल खर्च को देखते हए SBI medical insurances आपके और आपके पूरे परिवार के लिए बेहतरीन वकल्प हैं, aap isme SBI family health insurance plan le sakte hai, jo ki aapko kafi ke fayde Damon per mil jaate Hain, 

Yahan ham SBI medical insurance ke prakar, Labh, coverage, network, aur kya yah aapke liye sahi hai yah janne Wale Hain.



SBI medical insurance kya hai

SBI medical insurance Bharat Sarkar ki hi ek vyapak swasthya Bima company hai jo ki SBI general insurance dwara pesh Kiya jata hai, SBI ki ya health policy aapko medical emergency ke dauran vittiya Suraksha pradan Karti Hai, is health insurance mein aapko aur aapke pure Parivar ko aspataal mein Bharti hone ka kharch aur pri hospitalization or post hospitalization sabhi bacchon ko cover Kiya jata hai. 

SBI medical insurance ke prakar

SBI medical insurance Kai prakar ke swasth Bima Yojana pradan Karti Hai.

SBI health insurance plan-

Yah ek basic health insurance policy hai, jismein aapki aur aapke Parivar ke liye Bima policy uplabdh karai jaati Hai, jismein Kai plan Shamil Hai, Jaise senior citizen health insurance aur family ke liye SBI family health insurance. 

SBI aarogya Plus policy-

Yah bhi ek behtar health policy hai, jismein hospital ke bil ke sath-sath OPD ke kharcho ko bhi cover Kiya jata hai.

SBI senior citizen illness insurance policy-

SBI general ka yah plan Gambhir bimariyon ko cover karta hai, aap ya aapke Parivar mein yadi koi Gambhir roog se grasit Hai, Jaise cancer, hriday Rog, kidney failure To is Bima policy ke tahat use bhi cover Kiya jata hai.

SBI arogya premium policy-

Ismein aapko mahange premium plan ke sath adhik suvidha Di jaati Hai yah UN logo ke liye behtar vikalp hai jo hospital mein adhik suvidha chahte Hai.

SBI medical insurance kaise kharide 

SBI online health insurance prakriya-

Ismein aapko SBI ki adhikarik websites -www.onlinesbi.com  per online aavedan kar sakte hain aur apni policy khareed sakte hain, 

SBI offline health insurance prakriya-

Aap ismein SBI ki apni nazdiki shakha ya FIR agent ke jarie aavedan kar sakte hain aur apne liye behtar policy khareed sakte hain. 

SBI medical insurance ke Labh

SBI ka vyapak coverage-

SBI mein aapko ₹3000 Plus network hospital mein cashless health insurance ki suvidha pradan ki jaati Hai, SBI ke health insurance plan mein hospital mein Bharti hone, surgery, medicine (dawai) aur Anya upcharon ka kharch bhi Shamil hota Hai. 

Priya aur post hospitalisation-

SBI health insurance ke antargat pri aur post hospitalisation matlab hospital mein Bharti hone se pahle aur Bharti hone ke bad ke kharch ko bhi cover Kiya jata hai. 

Claim prakriya mein aasani-

SBI medical insurance claim process ko saral banane ke liye SBI dwara in house claim process  system hai, aap Ghar baithe hi online apna claim pa sakte hain. 

Kar Labh-

Income tax act ki dhara 80D ke tahat SBI medical insurance ke premium per kar Labh matlab, aapko tax mein chhu set milati hai jisse aapka tax bhi Kam lagta hai.

Eligibility criteria

Umra Seema- SBI health insurance mein policy lene ke liye 18 se 65 varsh ke bich ke Bhartiya nagrik ka hona aniwarya hai.

 SBI family health insurance - aap apni SBI ke family health insurance mein Apne jivansathi tatha bacchon ko bhi Shamil kar sakte hain bacchon ki umra teen mah sex karne lekar 25 varsh Tak ho sakti hai.

Post a Comment

Previous Post Next Post