SBI general insurance kya hai?
SBI general insurance State Bank of India or insurance Australia group ke bich ek joint ventures (samjhota) hai.
SBI general insurance ka maksad hai ki logon Ko kam price mein behtar aur sasta health insurance plan Diya ja sake. SBI general insurance aapko different-different insurance ki suvidha pradan karta hai.
Example: health insurance, Home insurance, motor insurance, travel insurance.
Iske alava bhi aapko Kai tarah Ke insurance policy Di jaati Hai jo aap SBI ke official website per jakar dekh sakte hain.
SBI general insurance ki different-different policy.
1. Health insurance
SBI general insurance ka plan bahut hi affordable aur yaha har tarah Ke medical treatment ko cover Kiya jata hai, jisse health insurance Lene Wale Ko insurance ke dauran kisi bhi medical emergency mein pura cover mil jata Hai, is health insurance me aapko cashless hospital ki suvidha Di jaati Hai.
2. Motor insurance (car insurance)
SBI ka yah feature kar aur tu wheeler owners ke liye hai, SBI ke motor insurance me aap apni vehicle ke liye insurance lete Hain Jo ki aapko accident ya FIR kisi vahan durghatna me aapko protect karta hai.
3. Home insurance
Home insurance yahan bhi SBI general insurance ka plan hai, is me aap apne ghar ka insurance lete Hain Jo aapke ghar ko kisi bhi prakritik aapda ya FIR Ghar mein Aag lag Jana ya FIR kisi ghatna ki vajah se ghar me hone wale nuksan ki bharpai karta hai.
4. Travel insurance
Jo log lagatar travel karte rahte hai, ya FIR Jo बार-बार देश-विदेश ki yatra karte Ha, unhen SBI general ka yah insurance plan jarur Lena chahiye yah feature se bharpur hai, ismein aapko medical facility medical emergency aur lost baggage ka protection cover bhi mil jata Hai.
SBI general insurance feature our benefits
1. Cashless hospital ki suvidha
SBI general insurance ka contact 3000 se bhi jyada hospital Ke sath Hai, jisse aapko 3000 Plus hospital me cashless treatment ki suvidha milati hai.
2. 24×7 customer support
SBI health insurance aapko 24 hours customer support ki suvidha deta hai jisse kisi bhi prakar ki asuvidha ya pareshani hone per aap inse sampark kar sakte hain.
3. Behtarin claim process
SBI general ka claim process bahut hi fast hai, aur yah aapko bahut aasani se Bina kisi deri ke clamp settle karke deta hai.
SBI general insurance mein kaise karen policy ke liye apply
- SBI general insurance ki adhikari website per visit Karen aur apne liye plan select Karen.
- Aapko ek form Diya jayega jismein sari jankari bharni hogi sath hi aapke kuchh legal document bhi upload karna hoga.
- Last mein online payment karke aap apni policy activate kar sakte hain.
SBI general insurance me login kaise karen
- Sabse pahle aapko SBI general ki adhikari website per chale jana hai.
- Home page per login ka option hoga use per click Karen aur login Karen.
- FIR aapko SBI ke login page per अलग-अलग option milenge Jaise policyholder, agent aur corporate. Aapko ismein policy holder ke option ko chuj karna hai.
- Apni sari jankari bhare- 1. Apna policy number bharen. 2. Apna mobile number ya FIR date off birth bhare. 3. Iske bad aapko capture code bharna hoga.
- Ant mein sari jankari bharane ke bad login per click karna hoga aapka SBI general mein account khul jaega our aap yahan per SBI ki sari policy detail dekh sakte hain.
SBI general insurance renewal process
Aap apni SBI general insurance policy ko online renew kara sakte hai, iske liye aapko SBI ke is process ko pura karna hoga.
- Sabse pahle SBI general insurance ki official website sbigeneral.in open Karenge.
- SBI ke is dash board mein home page per renewal ya renew your policy ka option hoga use per click Karen.
- Aapke pass ek policy number hoga use bharen, FIR apna mobile number ya email ID bharen.
- Iske bad system khud Hi aapki details show kar dega aap acche se dekh le ki sab kuchh sahi hai ki nahin.
- Iske bad aapko payment karna hoga aap pahle check kar le, payment karne ke liye aapko अलग-अलग option Jaise credit card, net banking ya FIR UPI ka option Diya jaega.
- Sabse antim aur mahatvpurn aapko SBI ki taraf se email ya number per payment successful hone ka notification mil jaega.
Kya aapke liye SBI general insurance sahi hai
Han bilkul SBI general insurance ek bharosemand insurance company hai, kyunki yah State Bank of India ka hi brand hai, jo ki Bharat Sarkar dwara sanchalit hai aur iska contact Kai insurance companiyon Ke sath Hai.
SBI general insurance claim process
Kyunki SBI general insurance Bharat Sarkar dwara hi sanchalit hai To aap aapko ismein koi problem nahin Hoti Sathi aapko claim online hi bahut aasani se aur jaldi mil jata Hai.